Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

Posted on

दोस्तों आज मैं आपको Happy New Year 2023 and Aa Gaya Aa Gaya Dil Churaane Main Aa Gaya Video Editing करके दिखाने वाला हूं जैसा ऊपर वाले वीडियो में है ।

  • How to make happy new year 2023 status
  • Happy new year 2023 whatsapp status
  • 2023 whatsapp status editing
  • 2023 green screen
  • Naye saal ka pehla jaam
  • Happy new year
  • Happy new year status
  • Dil churane main aa gaya
  • Status video editing
  • Whatsapp status video editing

REQUIRMENT

Doston Aisa video edit karne ke liye aapko ek photo ka jarurat padega.

Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

How To Edit

Doston sabse pahle aapko photo ka jo background hai usko remove karna hoga uske liye foco design app ko aapko open karna hai agar aapko phone mein photo design app pahle se install hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega load karne ke bad aapko open karke apni photo ka jo background hai aap remove kar lijiyega.

Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

Abhi aapko video ko edit karne ke liye VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor aap pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.

Is video editing mein jitne sare files ka main use karne wala hun sare files ka link aapko is post per mil jaega aap load kar lijiyega.

Ab aapko vn editor app ke andar background photo ko select karna hoga photo ko set karne ke bad photo ka jo duration hai aap bada ke 15 second ke liye kar dijiyega aur aapko original wale option per click karke 9:16 expectation per apne video ko le aaiyega.

Abhi aapko background video ko play karna hoga 2.93 second per aakar split per click karke apne video ko divide kijiega divide karne ke bad ab aapko add sticker and PIP wale option per click karna hoga abhi aapko 2023 ka jo PNG usko aap select karke timeline per le aaiyega laane ke bad abhi PNG ko upar mein aapko adjust kar lena hoga.

Third step mein aapko add sticker and PIP per option per click karna hoga click karne ke bad abhi aapko Happy New year ka jo video hai use wale video ko aapko select karna hoga mask wale option per click karke aap pahle video ko redial kar lijiyega aur circle jahan per hai usi jagah per aap Happy New year ka jo video hai usko aap adjust kar lijiyega.

Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

4th step mein add sticker and PIP wale option per click karke aapko apni photo ke PNG ka select karna hoga aur aap apni photo ke PNG ko jaisa maine photo mein dikhaya Hai is prakar se aap adjust kar lijiyega.

5th step mein aapko red flash ke PNG ko select karna hoga. png ko select karne ke bad aapko blending wale option mein jakar screen ko select karke aap jahan per video mein rakhna chahte ho vahan per aap rakh lijiyega.

Happy New Year 2023 || Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya || VN Video Editing

Is tarah se aapka step 1 ka kam complete ho jaega abhi aapko share per click karke aapko apna video ko ek bar save kar lena hai video save ho jaane ke bad aapko wapas se new project per click karke usi wale video ko open karna hoga open kar lene ke bad doston aapko audio ko add karna hai uske liye aap music per click kijiega effect wala option Mein jakar extract from video ke option mein jakar background video ko aap download kiye the usko aap select karke audio ko aap add kar lijiyega aap video mein जहां-जहां per base Marne Ka sound aata hai vahan per jakar aapko cut lagana hoga cut lagane ke bad aapko use wale part mein option mein jakar black flash Ko aaya FIR white flash ko aap select kar lijiyega sare video clip mein.Finally aapka Jo video ready ho jaega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *