- how to make 26 january vfx video,
- how to make 26 january video,
- republic day video editing,
- 26 january vfx video editing,
- desh bhakti video editing,
- sky India flag effect video editing,
- sky India flag video editing,
- vn video editing,
- vn video editor,
- vn tutorials,
- 15 August video editing,
- vfx, vfx India,
- India flag video,
- India flag on air,
- how to make sky India flag video,
- aasman main India flag video editing,
- sky change video editing,
- Independent day vfx video,
Doston aaj main aapko 26 January vfx video republic day vfx video ganatantra Divas vfx video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Doston Aisa video edit karne ke liye aapko Sky ke samne jakar video ko aap shoot karna hoga niche maine Jaisa video mein aapko dikhaya hai aap use tarah se apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko vn video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega aap vn video editor app ko load kar lijiyega.
Abhi aapko vn app ke andar apna recording Kiya hua video ko add karna hoga video add Ho jaane ke bad video ko volume aap zero percent kar dijiyega ab aapko apna video ko play karna hai play karke Jahan per aap mod rahe ho use jagah per jakar Apne video per click karke split karke do parton mein video ko divide kar dijiyega.
Aapko Apne first part mein aana hoga aane ke bad aap Jahan per mutthi khole Ho use jagah per jakar add sticker and PIP wale option per click karna hoga yahan per aapko kabutar ka jo green screen wala video hai usko aapko add karna hoga kabutar ka green screen Wale video ka link aapko is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
Aap kabutar Wale video ka green screen ko remove karne ke liye aap chroma key use karke green screen ko aap remove kar lijiyega aur niche Jaisa photo mein vaisa aapko kabutar Wale video ka adjust kar dena hai.
Abhi aapko ending mein Plus ke icon per click karke background video ko add karna hoga background video ka link aapko is post per mil jaega aap background video ko load kar lijiyega load kar lene ke bad aapko background video ko add karna hai abhi aap second wale tukde per Apne click kijiega niche aapko forward ka option dikhega jis per click karke aap video ko upar wale layer pay aap le aaiyega laane ke bad aapko use Wale video per click karna hai filter wala option mein jaiega adjust wale option mein jakar aapko brightness -100ko contrast +100 aur saturation -100 kar dijiyega isase aapka Jo video hai Black and white mein ho jaega ab aapko blending wale option mein jakar multiply ko select kar dena hoga.Finally aapka Jo video hai ready ho jaega.