Aapko kya laga mera haath hai || Instagram reels video editing || VN Video editing

Aapko kya laga mera haath hai || Instagram reels video editing || VN Video editing

Posted on
  • aapko kya laga mera haath hai,
  • aapko kya laga mera hath hai magic reels,
  • magic reels video editing,
  • magic hand aapko kya laga mera haath hai,
  • VN video editing,
  • vn video editor,
  • vn tutorials,
  • vikesh magic hand video editing,
  • vikesh.24 magic hand reels video editing,
  • Instagram reels video editing,
  • reels video editing,
  • status video editing,
  • status editing,
  • video kaise banaye,
  • vikesh.24 viral reels video editing,
  • reels trending video editing,

Doston aaj main aapko aapko kya Laga Mera hath hai magic hand video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.

HOW TO SHOOT

Doston Aisa video edit karne ke liye aapko do part mein apna video ko shoot karna hoga background video ka play kar lijiyega aur niche Maine jaisa video mein dikhaya hai aapko video ko shoot kar lena hoga.

HOW TO EDIT

Doston aisa video edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein vn video editor app pahle se install hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.

Aapko kya laga mera haath hai || Instagram reels video editing || VN Video editing

Abhi vn app ke andar aapko apna recording kya hua donon video ko select kar lena hoga.

Donon video ko vn app ke andar le aane ke bad aapko apne second wale video per jana hoga aur mobile jahan per hath per rakhe vah aage mein use jagah per jakar niche aapko freez wala option per click karke use jagah ka photo banaa lijiyega ab photo ko aapko yahan per screenshot le lena hai.

Aapko kya laga mera haath hai || Instagram reels video editing || VN Video editing

Abhi aapko background Eraser app ko open karna hoga aur jo aapane screenshot liya tha use per se hath ko rakh ke baki extra part ko aap niche tools ko use karke aap remove kar lijiyega.

Aapko kya laga mera haath hai || Instagram reels video editing || VN Video editing

Ab aapko vn app ke andar a jana hoga jaane ke bad aap video ke starring taraf mein chale aaiyega aur apne first video ka jitna duration hai aapane jo hand ka PNG banaya hai use wale PNG ko aapko rakh Lena hoga finally aapka ko video hai ready ho jaega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *