- mujhe pasand karne wale karodo log hai bhai,
- mujhe pasand karne wale crodo log hai bhai reels,
- mujhe pasand karne wale,
- instagram reels video editing,
- reels video editing,
- video kaise banaye,
- capcut,
- capcut editing,
- capcut video editing,
- mujhe pasand karne wale transition video,
- transition video editing tutorial,
- smooth skin tone video editing,
- soft skin tone video editing,
- double roll video editing,
- loop video kaise banaye,
- loop video editing,
Doston aaj main aapko mujhe pasand karne wale karodon log hain bhai transition video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Doston aisa video banane ke liye aapko do parton mein apna video ko shoot karna hoga maine niche Jaisa dikhaya hai aap do parton mein apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko kya capcut app ko open karna hoga agar aapke phone mein capcut 7.5 version load karna chahte ho to aapko is post per link mil jaega aap link per click karke capcut 7.5 version ka load kar sakte ho.
Abhi aapko cap cut app ke andar Apne donon video ko select kar lena hoga video select karne ke bad aap video ko play kijiega aur jis position mein first video mein hath ko faila rahe ho use jagah per jakar aap video per click karke baki extra part ko aap hata lijiyega.
Abhi aapko second video per aana hoga second video ke starting mein Jahan per apna hath ko khol liye ho use jagah per click karke aage ka paath ko aap hata lijiyega uske bad video ko play karna hai aur aap video mein जहां-जहां per aap pose dikhaya Ho un sare pose aapko yahan per एक-एक karke alag aap kar lijiyega.
Abhi aapko apna Instagram ID ko open karke apni profile ko ek screenshot aap le lijiyega.Aur jo aapane screenshot liya hai use wale screen ko shot ko Jahan per aapka second video start ho raha hai use jagah per jaiega jakar usko aapko upar mein rakhna hoga rakhne ke bad aap mask wale option mein jakar liner per click karke aap niche Jaisa photo mein hai vaisa aap adjust kar lijiyega.
Abhi aapko animation per click karke aap jitne sare clip add kiye hue hain aapko अलग-अलग animation aap apply kar dijiyega aur aapka Jo video hai ready ho jaega ab aapko video mein agar audio ko add karna hai to aapko is post per background video ka link mil jaega aap background video ko load karke aap audio ko add kar lijiyega.