- How to make water fall video
- How to make Waterfall Reels Video
- How to edit waterfall video
- Waterfall video editing
- Waterfall reels video editing
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- Video editing
- Waterfall video
- Waterfall vfx video editing
Doston aaj main aapko waterfall reels video editing karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Doston Aisa video edit karne ke liye aapko maine niche jaisa video mein dikhaya hai waise video shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hai agar aapke phone mein VN video editor app pehle se install hai to acchi baat hai Varna aapko link niche mil jaega.
Abhi aapko VN video editor app ke andar apna recording Kiya hua video ko select karna padega. Video select karne ke baad aapko video ko slow motion karna hai uske liye aapko speed wale option mein jakar 1/2x kar lijiyega isse apka video slow motion ho jaega.
Ab aapko is post per background video ko link milega jisko aapko load kar lijiyega.
Background Video ko load kar lene ke bad aapko Add Sticker and PiP wale option per click karke video main select karke background video ko add kar lijiyega.
Abhi aapko apne video ke sky ke upar adjust karna padega video adjust kar lene ke bad apko mask wale option per click karke liner per select karke sky main adjust kar lijiyega.
Ab apko apne video par click karke duplicate banaa lijiyega aur jo apne duplicate banaya hai usko apko upar wale layers par le aaiyega.
Pehle aapko fill par click karke video ko full screen Mein adjust karna padega. Video full screen Mein adjust ho jane ke bad apko chrome key wale option per click karke sky ko remove karna padega.
Finally steps main apko audio par click karke audio ko add kar lijiyega Background video ka link niche mil jaega. Finally aapka video ready ho jaega.