- nahi yaar kya kar rahe hai aap,
- nahi yaar kya kar rahe hai aap reels,
- kudiye ni tere brown rang ne,
- kudiye ni tere brown rang ne lofi,
- instagram reels video editing,
- reels video editing,
- capcut video editing,
- capcut editing,
- capcut,
- brown rang ne,
- brown rang ne reels,
- particles disappear effect,
- particles disappear style,
- how to make particles disappear video,
- capcut style option not working,
- style option not available in capcut,
Doston aaj main aapko nahi yaar kya kar rahe hai aap Instagram reels video editing karke dikhane wala hoon jaisa upar wale video mein hai.
REQUIRED
Doston aisa video edit karne ke liye aapko do photo ka jarurat padega yani aapko ek normal photo aur ek edit Kiya Hua photo in dono photo ka use karke aaj ka video ko main aapke liye banakar dikhane wala hun.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko capcut app ko open karna hoga agar aapke phone mein capcut app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko App ka link is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko capcut app ke andar apna donon photo ko select karna hogaDonon photo select kar lene ke bad aapko plus ke icon per click karna hoga aapko is post mein background video ka link milega aapko background video ko add kar lena hai
Abhi aapane jo background video add kiya hai use wale background video ko aapko donon photo ke bich mein add kar lena hai.
Ab aapko Apne normal photo per click karna hoga style wale option mein jakar aap motion wale option ko select karke camera shake effect ko aap set kar lijiyega.
Aapko ending mein jakar aapane edit Kiya photo per click karke sem Motion wala option mein jakar aapko camera bounce effect ko set karna hoga.Abhi aapko is post per dusre background video ka link milega jis video ko aapko add karke use Wale video ka audio ka extract audio ka option per click karke alag kar dijiyega finally aapka Jo video hai ready ho jaega.