Your Queries :-
- ai video kaise banaye,
- ai video generator,
- ai photo editing app,
- rawla mandi ai,
- ai scenes,
- how to convert normal photo to ai photo,
- ai scenes photo editing,
- ai photo generator free app,
- ai video editing tutorial,
- ai photo editing tutorial,
- capcut,
- capcut video edit,
- capcut tutorial,
- photoleap ai scenes,
- photoleap ai photo,
- videoleap ai video editing,
- videoleap,
- photoleap,
- motionleap,
Doston aaj main aapko normal photo ko photo banakar dikhane wala hun jaisa upar wali video mein.
REQUIRED
doston Aisa video edit karne ke liye aapko Apne area ka 4 photo ko click kar lena hoga.
HOW TO EDIT
Doston aisa video edit karne ke liye sabse pahle aapko is post per photoleap app ka link mil jaega aapko link per click karke aapko app Ko download karke install kar lena hoga install karne ke bad ab aapko apna first photo ko select karna hai aur AI filter wala option mein jakar sense wala option ko click karke aap apni photo ko AI wala banaa lijiyega aap is prakar se aapko 4 photo ko convert kar lena hai.
ab aapke phone mein capcut app install hona chahie agar aapke phone mein pahle se install Hai to bahut acchi baat hai Varna latest capcut ka link aapko niche mil jaega aap load kar lijiyega.
abhi aapko capcut app ko open karna hoga open karne ke bad aapko apna ek normal photo ko set kijiega uske bad aapko generate Kiya hua photo delete karna hai is tarah se उल्टा-पल्टी karke Apne sare photo ko select kar lijiyega.
photo select kar lene ke bad aapko is post per background video ka link milega aapko background video ko load karke add kar lena hoga aur usi Wale video ke hisab se aapko adjust karna hai.
abhi aapko effect wale option per Jana hoga video effect wala option mein jakar shake effect ko select karke Apne sare normal photo mein aapko shake effect apply kar dena hoga finally aapka Jo video hai ready ho jaega.