Doston aaj main aapko Instagram profile highlight video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
Your Queries
- patli Kamariya mori hai hai
- instagram patli kamariya mori hai hai
- patli kamariya mori hai hai reels
- social media highlight video editing
- profile highlight video editing
- capcut video editing
- capcut editing
- capcut
- instagram profile drop video editing
- instagram reels video editing
HOW TO SHOT
Dosto aisa video edit karne ke liye aapko apna phone ko tripod per Mount karke jaisa maine niche video per shoot karke dikhaya Hai same to same aapko video ko shoot kar lena hoga.
HOW TO EDIT
Doston aapko sabse pahle Instagram ko open karke Instagram ke profile ka aapko ek screenshot le lena hoga.
Profile ka screenshot lene ke bad aapko pixelLab app ko open karna hoga open kar lene ke bad doston aapko sabse pahle background ka size set karna hai background size wale option per jakar 1440 x 2560 size aap kar lijiyega karne ke bad ab aapko from gallery per click karke aapane Jo profile ka screenshot liya tha usko select karna hai ab aapko niche mein 3D rotate ka option dikhega aapko Y option per click karke Jaisa niche wale photo mein hai same to same aap rotate kar lijiyega.
Abhi aapko editing ke liye capcut app ko open karna hoga open kar lene ke bad Jaisa maine aapko video shoot karke dikhaya hai aapane jo video shoot kiya hai usko aapko select karna hai.
Select karne ke bad ab aapko apna video ko play karna hoga play karne ke bad Jahan per aap sock ho ja rahe ho use jagah per jakar aapko niche Mein split wala option per click karke video ko divide kijiega divide kar dene ke bad ab sathiyon aapko overlay option per click karna hai add overlay wale option ka select karke aapane Jo screenshot banaya hai usko aapko abhi select kar lijiyega.
Abhi aapko profile ke screenshot ko adjust karna hai adjust karne ke liye sabse pahle profile ke screenshot ka duration aapka video ka jitna duration hoga utna aap kar lijiyega utna karne ke bad aapko profile ke screenshot ko niche mein aapko adjust karna hoga adjust karne ke bad thoda slide kijiega key frame per aapko click karna hoga starting ki taraf mein aakar key frame per click karke aapko upar taraf utha dijiyega is tarah ke drop effect ban jaega.
Ab aapko aapane video per Jahan per aap split kiye the second wale tukde per aapko click karna hai aapko niche mein copy ka option dikhega aapko copy per click karke duplicate aap banaa lijiyega aur aapko usi wale video ko niche mein aapko overlay option per click karke niche mein aapko video Ka le aana hoga ab aapko cutout ka option dikhega aapko cutout wale option per click karke background remove ko aap select kar dijiyega kuchh time wait karne ke bad aapke video ka background remove ho jaega uske bad aap agar apna video ko play karke dekhoge to aapka video ready ho jaega.