Doston aaj main aapko Virendra Singh Scorpio blast video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
YOUR QUERIES
- How to make scropio blast video
- Virendra singh scropio blast video
- How to edit car blast video editing
- Car blast video editing
- Train accident video editing
- Mr Indian hacker scropio
- Kinemaster
- Kinemaster editing
- Kinemaster video editing
- Blast green screen
HOW TO SHOT
Doston is tarah ka video banane ke liye sabse pahle aapko apni phone ko tripod per mount karna hoga uske bad aapko niche jaisa video mein dikh raha hai is type se aapko seen banakar apna video ko shoot kar lena hai.
HOW TO EDIT
Doston is tarah ka video banane ke liye sabse pahle aapko apni phone ko tripod per mount karna hoga uske bad aapko niche jaisa video mein dikh raha hai is type se aapko seen banakar apna video ko shoot kar lena hai.
Ab aapko kinemaster ke andar apna recording kiya hua video ko select karna hoga video ko select karne ke bad sabse pahla kam aap video ka jo volume hai aap zero kar dijiyega.
Abhi aapko apna video ko play karna hoga play kar lene ke bad Jahan per aap Pause ho ja rahe ho use jagah per jakar aapko Apne video per click karke is split aap kar lijiyega split karne ke bad aapko use jagah ko left side mein ek box ka option dikhega aap use per click karke capture and save ko select karke use jagah ka ek photo aap capture kar lijiyega.
Ab aapko Background eraser app ko open karna hoga open karne ke bad aapane jo photo abhi capture karke save kiya hai usko aapko select karna hoga photo ko select karne ke bad aap Jo Bhi vehicle background Mein rakhe Ho use wale vehicle ko abhi aapko select karke add kar dena hoga aur niche jitne saare tools ka use karke aapko apni phone ka background remove kar lena hoga.
Vehicle ke background ko remove karne ke bad aapko wapas se kinemaster app ko open karna hoga open karne ke bad Jahan per aap apne pause hone ke bad acting wapas se shuru kar rahe ho use jagah per aapko jakar video ko select karna hai aur jis paath Mein Banda aapke frame se vehicle ko nikala hai usko aapko hata dena hoga.
Ab donon video ke bich mein aapane jo Bekal Ka background remove kiya tha yani PNG banaya tha usko abhi select karna hoga select karne ke bad jaisa niche photo mein hai use aapko adjust kar leni hogi.
Agale step mein aapko usi jagah per aapko blast ka blue screen wala video ko add karna hai aapko is post ke link wale option per video link mil jaega aap load kar lijiyega.
load karne ke bad abhi aapko select karna hai video per aapko ek blue skin dikhega jisko aapko remove karne ke liye aapko right side mein Chrome key ka option dikhega use per click karke aap video ka background Ka remove kar dijiyega aur Jahan per aapka vehical tha usi jagah per aap explorer ka video ko aap vahan per add kar dijiyega finally aapka video abhi ready ho jaega.