- happy new year 2023
- happy new year 2023 video editing
- 2023 video editing
- happy new year 2023 green screen
- happy new year 2023 black screen
- 2023 green screen
- happy new year 2023 status
- happy new year 2023 whatsapp status
- sky change video editing
- sky fireworks video,
- happy new year wishes,
- happy new year 2023 vfx video,
- new year 2023 vfx video,
- naye saal ka pehla jaam,
- dil churaane main aa gaya,
- kon naya khiladi aaya hai.
- dil churane main aa gaya,
- aa gaya aa gaya,
- vn, vn video editing, vn tutorials, vn video editor,
- by by 2022
Doston aaj main aapko Happy New Year 2023 Sky changing video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
Doston Aisa video banane ke liye aapko mobile pakad ke jaisa maine niche video mein dikhaya hai is tarah se apna video ko aap shot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko kinemaster app ko open karna hoga agar aapke phone mein kinemaster app pahle se install Hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko kinemaster ke andar apna Jo recording kiya hua video hai use wale video ko aapko add karna hoga.
Video add Ho jaane ke bad aapko layer per click karna hoga media wale option mein jakar abhi aapko background video ko select karna hoga background video 1 ka link aapko is post per mil jaega aap background video 1 Ko load kar lijiyega.
Background video ka jo audio hai aapko alag karna hai uske liye aapko right side mein extract audio ka option dikhega aap use per click karke audio ko alag kar lijiyega alag karne ke bad video ko play karna hoga play karke abhi aap jahan per mobile ko hath se dhak le rahe ho utna dur tak video ka duration ko rakhna hoga aur baki part ko aap hata lijiyega.
Abhi aapko background video 1 ko mobile ke upar adjust karna hoga.AdJust ho jaane ke bad abhi aapko video ko play karna hoga aur Jahan per aap mobile ko dhak le rahe ho hath ko vahan per Aakar aapko video per click karke is split karna hoga aur baki part ko slow motion mein karna hai uske liye aapko speed wala option Mein jakar 0.5 kar dijiyega.
Ab video mein jahan per countdown start hota hai use jagah per Jana hoga jaane ke bad aap layer per click karke sticker wale option mein jakar aap countdown sticker ko aap pahle load kijiega uske bad aapko Apne video per apply kar dena hoga apply kar dene ke bad abhi aapko video ko play karna hoga Jahan per countdown khatm ho raha hai use jagah per jakar Apne video ko split kijiega ab aapko background video 2 ko add karna hai background video 2 ka link aapko is post per mil jaega aap load kar lijiyega.Background video ko add karne ke bad aapko video ko full screen Mein adjust kijiega adjust ho jaane ke bad abhi aapko apne video per click karna hai aapko 3 dot per click karke duplicate banana hoga pahle video ko full screen Mein adjust kijiega ab aapko adjustment wale option mein jakar brightness ghata dijiyega contrast +100 and saturation -100 kar dena hoga isase aapka video black and white ho jaega ab aapko blending Mein jakar multy ka select kar dena hai.Abhi aapko firework sticker ko add karna hoga aur maine apne video mein जहां-जहां per firework sticker lagaya hai aap bhi Laga lijiyega finally aapka Jo video ready ho jaega.