- How to make page curl effect video
- How to make wave warp effect video
- How to make glow scan effect video
- Its My Inspression Reels video editing
- Iski photo kyu lagai hai
- Alight motion video editing
- 26 january status video editing
- Republic day status editing
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- 26 January photo editing
- Alight Motion editing
- Pixelleb editing
- Status video editing
- Whatsapp status editing
- Video Kaise Banaye
Doston aaj main aapko page curl, wave warp and glow scan effect video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
REQUIRMENT
Doston Aisa video edit karne ke liye aapko sirf ek photo ka jarurat padega.
HOW TO EDIT
sathiyon aisa video edit karne ke liye aapko pixellab app ko open karna hoga agar aapke phone mein pixellab app pahle se install Hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko pixellab ke andar ek background ko select karna hoga aur background ka jo size hai aap 1440 * 2560 kar lijiyega isase aapka Jo photo hai 9:16 aspect ratio mein ho jaega.
Ab aapko Plus ke icon per click karke from gallery wale option mein jakar aapko apna ek photo ko select karna hoga photo ka size aap 3:4 aspect ratio rakhiega photo select Ho jaane ke bad aapko strock wale option mein jakar aapko photo bhi border laga lena hoga ab jakar aap photo mein shadow laga lijiyega aur niche jaisa photo mein hai vaisa aapko adjust kar lena hai.
Abhi aapko is post per text file ka link mil jaega aap text file Ko load kar lijiyega load kar lene ke bad aapko wapas Plus ke icon per click karna hai text wale option mein jakar aap upar mein emoji ko aap pahle add kijiega aur jitne sare text hai doston aapko upar photo ke hisab se aapko adjust kar leni hogi.
Ab aapko apna jo photo hai PNG format mein aapko save karna hai uske liye aap Jo background select kiye the uska transparent banaaiyega aur save mein jakar aapko ultra mein apni photo ko sev kar lena hoga.
Agale step mein aapko editing ke liye alight motion app ko open karna hai alight motion app ka link aapko is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko alight motion app ko open karna hoga aur jo photo aapane banaya hai use wali photo ko aapko add kar lena hoga add karne ke bad aap wapas se plus ke icon per click kijiega background video ka link aapko is post per milega abhi aap background video ko add kijiega add karne ke bad aapko upar mein three dot per click karke extract audio ke option per jakar video ka audio aap nikal lijiyega ab background video kam yahan per kuchh hai nahin to isko delete karke aapko hata dena hoga.
Abhi jitna audio ka duration hai aapko apni photo ka duration ko utna hi kar lena hoga.Itna kar lene ke bad ab aapko apni photo per click karna hoga effect wale option per aap click kijiega abhi aapko search mein jakar page curl likhkar search karna hoga jo effect aaega use per aapko click karna hai standard setting ko aap on kijiega aur niche jaisa photo mein vaisa aapko setting kar lena hai.
Agale step mein aapko wapas se effect per click karna hoga ab aap search mein jakar likhega wave warp jab aap itna likh kar search karoge aapke samne Jo effect aaega usko aapko standard setting mein rakhna hai aur jaisa niche wale photo mein aur sab adjust kar lijiyega.
Final step mein aapko effect wale option per jakar ab aap glow scan lekar search kijiega aur niche photo mein jaisa Hai same tu same aapko adjust kar lena hoga is tarah se aapka Jo video ready ho jaega.