- How to make water reflect video
- How to edit water reflect video
- Pani me parchhaai kaise roke
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- Vn video editing
- Vn video editor
- Slow motion video editing
- Slow fast motion video editing
- Instagram trending video editing
Doston aaj main aapko water reflect video editing karke dikhane wala hun yani Pani mein parchhai ruk jaane wala video edit karke dikhane wala hun.
HOW TO SHOOT
Doston Aisa video banane ke liye aapko pani ke samne jakar tripod per phone ko Mount karke aapko niche jaisa video mein maine dikhaya hai is tarah se aap apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor app pahle se install Hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega.
Abhi aapko VN app ke andar apna recording Kiya hua video ko select karna hoga.Video select kar lene ke bad aapko video ka volume 0% kar lijiega ab aapko apna video ko play karna hoga aur niche sar kiye ho use jagah per jakar aapko video per click karke freez wala option ko aap select kar lijiyegaIsase use jagah ka photo ek a jaega.
Ab aapko freeze kyon hai photo per click karna hoga forward option per click karke aapko photo ko upar layer per aapka le jana hoga jaane ke bad ab aapko photo ka duration jitna aapka video ka duration hai utna aapko kar lijiyega ab sathiyon aapko mask wale option per click karna hoga rectangle ko aap select kijiega aur niche jaisa photo mein hai aap sirf Pani wale reflection ko aapko crop karke rakhna hoga.
Ab agar apna video ko play karke aap dekhoge to aapka Jo video hai ready ho jaega.