- How to make water reflection video
- How to edit water reflect video
- Pani me parchhaai kaise roke
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- Vn video editing
- Vn video editor
- Slow motion video editing
- Slow fast motion video editing
- Instagram trending video editing
Doston aaj main aapko left right moving water reflection video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
Aisa video edit karne ke liye aapko do parton mein video ko shoot karna hoga jaisa maine niche video mein dikhaya hai aap do parton mein apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.
Ab aapko VN video editor app ke andar apna first recording Kiya hua video ko select kar lijiyega video select kar lene ke bad aapko video ka volume ko 0% kar dena hai ab aapko Apne video ke last mein jakar VN ka jo watermark hai usko aap delete karke hata dijiyega.
Next step mein aapko add sticker and PIP wala option per click karna hoga aur aapko apna jo second video hai use wale video ko aap select kar lijiyega video select karne ke bad aapko fill per click karke video ko full screen mein aap pahle adjust kijiega ab aapko mask wale option per aapko jana hoga jaane ke bad aap rectangle ko select kijiega aur niche aapko sirf water wala part ko aapko rakhna Hai jaisa Maine niche photo mein dikhaya Hai sem tu sem aapko is prakar se apna adjust kar lena hoga finally aapka Jo video hai ready ho jaega.