- How to make halo blur effect video
- How to edit halo blur effect video
- How to make lens blur effect video
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- Shake effect in vn video
- Halo blur effect in vita app
- Diamond blur effect in vita app
- Vita Video Editing
- Vn video editor app
Doston aaj main aapko khal nayak hoon main halo blur diamond zoom blur Vita app per edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko ek chalkar video ko shoot karna hoga jaisa maine niche video mein dikhaya hai.
HOW TO EDIT
Doston sabse pahle aapko vita app ko open karna hoga agar aapke phone mein vita app pahle se install hai to acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap beta app ko load kar lijiyega.
Ab aapko vita app ke andar apna recording Kiya hua video ko select karna hoga.
Video select kar lene ke bad aapko effect wale option per click karna hoga aap bling wale option per chale jaiega jakar aapko halo blur ko select karna hai aur blur ka jo duration hai aap 5 second ke liye kar lijiyega ab aapko wapas se Motion wale option per Jana hoga jaane ke bad aap shaking effect ko aap select karke blur ke duration ke barabar mein kar dena hai aur video per click karke is split aap kar lijiyega.
Ab aapko apna video ko ek bar save kar lena hoga video save Ho jaane ke bad Jo part aapane delete kiya hai usko wapas lakar aap Jo aage ka part hai usko bhi delete karke hatayega roj wale part ko aapko wapas save kar lena hoga.
Aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein vn video editor app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega.
Ab aapko vn app ke andar Apne donon video ko add karna hoga jo video aapane abhi vita app per save Kiya Hai donon video add Ho jaane ke bad donon video ko slow motion mein karna hai uske liye aap speed wala option mein jakar 1/2x aap kar dijiyega.
Ab aapko audio per click karna hai effect wale option mein jakar aapko is post per background video ka link mil jaega aap background video ko add karke video ka audio ko aap le aaiyega.
Ab audio ke bass ke hisab se aapko apne aap video ko adjust kar lena hoga aur aapka Jo video hai ready ho jaega.