- double role video editing,double role video kaise banaye,how to make double role video,double role video,video editing,double role video editing kinemaster,how to create double role videodouble role,how to make double role video in android,how to make double role video in kinemaster,double role video editing kinemaster tutorial,kinemaster video editing,double role video editing in capcut,double role video editor,kinemaster se double role video kaise banaye,
Doston aaj main aapko double roll video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Doston Aisa video edit karne ke liye aapko background video ko play karke total 4 parton mein apna video ko shoot karna hoga maine niche Jaisa video mein dikhaya hai aap is prakar se aap apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega.
Ab aapko VN video editor app ke andar apna first recording Kiya hua video ko select karna hoga.
First video ko select kar lene ke bad aapko add sticker and PIP wale option per click karna hoga aur aapko apna second video ko select karna hai second video select karne ke bad aapko fill per click karke video ko full screen mein kar lijiyega ab aapko mask wale option mein jakar video ko aap aadha kar lijiyega isase aapka video double role ho jaega.
Aapko is post per do background video milenge do background video ko aapko load kar lena hoga load kar lene ke bad aap apne aap video ko Apne hisab se apna jagah mein adjust kar lijiyega.
Abhi aapko end mein Aakar apna third video ko select karna hoga third video ko select karne ke bad aapko apna video ko play karna hai add sticker and PIP wala option mein jakar Jahan se aap Main Khiladi Tu anari wala seen kar rahe ho use jagah per jakar apna forth wala video ko select karna hoga aur same aap pahle video ko fill per click karke full screen mein kijiega aur mask AA wala option mein jakar liner per click karke video ko aadha kar lijiyega aapka Jo video hai ready ho jaega.