- How to make blur effect video
- How to edit blur effect video
- Instagram reels video editing
- Reels video editing
- Halo blur effect video editing
- Lens blur effect video editing
- Diamond zoom blur effect video
- Box broken blur effect video
- Halo blur in vita app
- Vita video editing
Dosto aaj main aapko yahi To shuruwat Hai esta noche halo blur effect video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Aisa video edit karne ke liye aapko chalkar acting karke apna ek video ko shoot kar lena hoga jaisa maine upar wale video mein dikhaya hai.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko capcut app ko open karna hoga agar aapke phone mein capcut app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per capita 7.7 version ka link mil jaega aap load kar lijiyega.
Ab aapko capcut app ke andar apna video ko select karna hoga video select kar lene ke bad aapko video ko slow motion karna hai uske liye aap video per click karke speed wale option mein jakar normal ko click karke 0.3 X kar dijiyega isase aapka Jo video hai slow motion ho jaega.
Abhi aapko effect wale option per click karna hoga video effect wala option mein jakar aap basic option ko select karke halo blur ko select kar lijiyega aur jitna ka is aapka blur ka duration rahega aapke video mein use jagah per Aakar split kar dena hoga.
Ab Jo part aapane split kiya hai use wale part per aapko click karna hoga aur video ko slow fast motion karna hai uske liye aapko speed wale option mein jakar curve ko click karke custom mein jakar aap Jaisa niche photo mein maine vah banaya hai use tarah ka banaa lijiyega isase aapka Jo video slow fast motion ho jaega.
Aapko video ko play karna hoga aur video mein Jahan per basd Marne Ka sound aata hai vahan per jakar aapko Apne video per split kar lena hoga split karke aap un sare jagah mein aap effect wale option mein jakar video effect ko click karke aap apne video mein अलग-अलग effect aap dal dijiyega aur aapka Jo video ready ho jaega.