- How to put video inside mobile
- How to put video in mobile
- Smooth slow motion video editing
- Smooth skin video editing
- Kinemaster video editing
- Kinemaster editing
- Time freeze video editing
- Capcut video editing
- Mobile ke andar video kaise lagaye
- Vn video editing
Doston aaj main aapko mobile ke andar apna video Laga kar dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Aisa video edit karne ke liye aapko Maine niche Jaisa dikhaya hai aap vaise karke apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Aisa video edit karne ke liye aapko kinemaster app ko open karna hoga agar aapke phone mein kine master app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.
Ab aapko ki ne master ke andar Ek background ko select karna hoga background aap apne hisab se set kar sakte ho uske bad aapko background ka jo duration hai aap andaaje mein badha lijiyega.
Ab aapko layer per click karna hoga media wale option mein jakar aapko apna Jo video hai aap select kar lijiyega.
Next step mein aapko wapas se layer per click karna hoga media wale option mein jakar ab aapko is post per mobile frame ka PNG ka link mil jaega aapko mobile frame png ko load karke add kar lena hoga.
Ab aapko mobile frame ke PNG ko Apne video ke upar adjust kar lena hoga.
Final step mein aapko screen recording kya video ko select karna hoga aapko is post per screen recording video ka link mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko screen recording video ko aapane mobile frame ke andar adjust kar lena hoga adjust Ho jaane ke bad aapko green screen ko remove karna hai uske liye aapko right side mein Croma key wala option dikhega jis per click karke aap green screen ko remove kar lijiyega ab aapko mobile frame ke PNG per click karke aap three dot per click karke Bring to front kar dijiyega.Finally aapka Jo video hai ready ho jaega.