Jo bhi jitane pal jiyu || Fast sky moving video editing || Instagram reels video editing || Vn editing

Jo bhi jitane pal jiyu || Fast sky moving video editing || Instagram reels video editing || Vn editing

Posted on

Doston aaj main aapko jo bhi jitne pal jiyu fast sky move video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.

HOW TO SHOT

Doston Aisa video edit karne ke liye aapko kisi sky ke samne jakar apna video ko shoot karna hoga main aapko demonstration ke taur per baithkar apna video ko shoot karke dikhaya hun.

HOW TO EDIT

Video ko edit karne ke liye aapko VN video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein VN video editor app pahle se install hai To acchi baat hai Varna aapko link discription mein mil jaega.

Jo bhi jitane pal jiyu || Fast sky moving video editing || Instagram reels video editing || Vn editing

Abhi aapko VN video editor app ke andar apna recording kya hua video ko select karna hoga

Video select kar lene ke bad aapko video ka volume zero percent karna hoga ab aapko video ko slow motion mein banana hai uske liye aapko speed wala option mein jaake 1/2 kar lijiyega isase aapka Jo video hai slow motion ho jaega.

Abhi aapko is post per background video ka link milega aapko background video ko load kar lena hoga load kar lene ke bad aap background video ko select kijiega vah bhi doston add sticker and PiP wale option per click karke.

Jo bhi jitane pal jiyu || Fast sky moving video editing || Instagram reels video editing || Vn editing

Ab aapko background video ko Apne si ke upar adjust karna hoga adjust karne ke liye aapko marks wale option per click karke liner per click karke aap adjust kar lijiyega.

Abhi aapko Apne video per click karna hoga video ka aapko ek duplicate banaa lena hai aur use wale duplicate ko aapko forward per click karke upar wala timeline per le aaiyega ab aapko feel per click karke video ko ful screen mein adjust karna hoga aur video ka sky ko replace karne ke liye aur baki wala option ko select karna hoga.

Next step mein aapko text Wale video ko add karna hoga text Wale video ka link aapko is post per mil jaega aap text Wale video ko aap load karke add kar lijiyega add karne ke bad aapko share per click karke apna video ko save kar lena hoga.

Abhi aapko vn app ko wapas se open karke new project ke option per select karna hoga aapko aur ek background video ka link is post per milega jisko abhi aap select kijiega video select kar le ke bad aapko video mein jitna dur Ranbir Kapoor and shradha Kapoor ka video dikhta hai utna hi paath ko aapko rakhna hoga aur baki part ka split kijiega split karne ke bad Jo part aapane split kiya hai use per click karke reply option per jakar apna video ko abhi aapko replace kar dena hoga finally aapka Jo video hai ready ho jaega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *