Sky Jump Video Editing || Cloth Throw & Cloth Change Video Editing || Capcut Video Editing

Sky Jump Video Editing || Cloth Throw & Cloth Change Video Editing || Capcut Video Editing

Posted on

Doston aaj main aapko sky jump cloth change video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.

HOW TO SHOT

Doston Aisa video edit karne ke liye aapko Maine jaisa niche do parton mein apna video ko shoot karke dikhaya hai sem tu sem aap is prakar se apna video ko suit kar lijiyega.

HOW TO EDIT

Doston Aisa video edit karne ke liye aapko capcut app ko open karna hoga agar aapke phone mein capcut app pahle se install hai To acchi baat hai Varna aapko link niche mein mil jaega.

Sky Jump Video Editing || Cloth Throw & Cloth Change Video Editing || Capcut Video Editing

Abhi aapko capcut app ke andar apna first recording Kiya hua video ko select karna hoga.

First video ko select karne ke bad aapko video ko play karna hai aur jis paath mein aap टी-शर्ट ko upar taraf fenk rahe ho use jagah per jakar aapko split karna hoga next part aap video ko play karke Jahan per aap react kar rahe ho use jagah per jakar split karke bich ka jo part hai aapko hata Lena hoga hatane ke bad wapas se aapko video ko play karke Jahan per aap upar taraf jaam kiye ho use jagah per jakar aapko use jagah ka ek screenshot le le Ke baki part ko aapko dream karke hata Dena hoga.

Ab aapko ti shirt ka jo background hai aapko remove karna hai uske liye aapko background eraser app ko open karna hoga agar aapke phone mein background Era pahle se install hai To acchi baat hai Varna aap ka link discription mein mil jaega background eraser App ki madad se aap टी-शर्ट ko PNG mein aap kaun baat kar lijiyega.

Sky Jump Video Editing || Cloth Throw & Cloth Change Video Editing || Capcut Video Editing

t-shirt PNG mein convert hone ke bad aapko टी-शर्ट ko capita app ke andar add karna hai uske liye aapko available option per click karke add overlay wale option per jakar Jahan per aapane टी-शर्ट ko upar taraf dekh rahe Ho use jagah per aapko adjust kar dena hoga adjust karne ke bad abhi aapko apna second video ko add karna hoga aur second video mein Jahan se aap jam kar rahe ho hawa mein Ho use jagah per jakar apna video ko spit karke aage ka paath ko aap hata lijiyega finally aapka Jo video hai ready ho jaega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *