- ur smartmaker Instagram reels video editing,
- loop video editing,
- kinemaster video editing,
- kinemaster editing,
- kinemaster new video editing,
- instagram reels video editing,
- ur smartmaker new reel editing,
- reels editing,
- how to make loop video,
- how to make aesthetic video,
- loop video kaise banaye,
- ur smartmaker loop video editing,
- no ending video editing,
- not ending video editing,
- video editing,
- status video editing,
- status editing,
Doston aaj main aapko ur smartmaker loop video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko Maine niche jaisa video mein dikhaya hai aap do photo mein apna video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko kinemaster app ko install karna hoga agar aapke phone mein kinemaster app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna App ka Jo link Hai is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko kinemaster app ke andar apna first video ko select karna hoga video select kar lene ke bad aap video mein Jahan per Deewar per bheed ja rahe ho use jagah per jakar aapko Apne video per click karke is split karke aage ka paath ko aapko hata Lena hoga.
Ab aap apne video ko play kijiega aur play karke Jahan se aap daudna start kar rahe ho use jagah per jakar wapas speed aapko kar lena hai.
Aap apna video ko play kijiega aur video mein Jahan per aap mobile ke theek aage a ja rahe ho utna park mein jakar speed karke West part ko aapko hata Lena hoga.Tarah se aapke pass do abhi clip honge ab aapko aage wala Jo clip hai usko pakad Ke piche mein aapko le aana hoga.
Agale step mein aapko layer per click karna hai media wale option per jakar aapko hand ka green screen Wale video ko add karna hoga agar aapane video shoot Kiya Hai To acchi baat hai agar nahin kiya to aapko is post per and video ka link mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko hand Wale video ka green screen ko remove karna hai uske liye aapko right side mein Chroma key wala option dikhega jis per click karke aapko background ko remove karke Apne hisab se aap adjust kar lijiyega.
Aapko video mein audio ko add karna hai uske liye aapko is post per background video ka link milega jisko aapko load karke layer per click karke media Mein jakar video ko add kar lijiyega aur right side mein aapko extract audio ke option per click karke audio ko alag karke video ko aap Dil kar lijiyega finally aapka Jo video hai ready ho jaega.