Doston aaj main aapko dekho aise hi udaas baitha rehta hai Instagram trending reels video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
Sathiyon Aisa video edit karne ke liye aapko sky ke samne baithkar acting karke ek video ko shoot karna hoga jaisa Maine niche video mein dikhaya hai.
HOW TO EDIT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko vn video editor app ko open karna hoga agar aapke phone mein vn video editor app pahle se install hai to bahut acchi baat hai varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.

Abhi aapko vn video editor app ke andar apna recording Kiya hua video ko select karna hoga.
Video ko select kar lene ke bad aapko is post per background video ka milega aapko background video ko load karke add sticker and pip wala option Mein jakar video and photo ko select karke background video ko aap add kar lijiyega.

Background video add ho jaane ke bad aapko fill per click karke video ko full screen mein karna hai uske bad aap mask wale option Mein jakar liner per click karke aapko sky ke upar apna background video ko adjust kar lena hoga.
Ab aapko Apne video per click karke apna video ka ek duplicate banana hoga duplicate ban jaane ke bad aapko starting taraf Mein Aakar forward per click karke aapko video ko upar wala layer per lekar Jana hoga.
Ab Apne video ko fill per click karke full screen mein adjust kar lena hai apni video ka abhi aapko sky ko remove karna hoga uske liye aap chroma key ka use karke video ke sky ko remove kar lijiyega finally aapka Jo video hai ready ho jaega.