doston aaj main aapko barsat ke din aaye Sky thunder effect video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
doston Aisa video edit karne ke liye aapko Maine niche jaisa video mein dikhaya hai aap iska ke samne jakar apna ek video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
doston Aisa video edit karne ke liye aapko kinemaster app ko open karna hoga agar aapke phone mein kinemaster app pahle se install Hai To bahut acchi baat hai Varna aapka link mere video ke discription mein mil jaega aap load kar lijiyega.
ab aapko kinemaster ke andar apna record Kiya hua video ko select kar lena hoga video select kar lene ke bad aapko adjustment wale option Mein jakar brightness ko aap apne hisab se adjust kijiega aur contrast ko aap pura high kar dijiyega aur satulation Ko aapko pura Lo kar dena hoga isase aapka video black and white ho jaega.
ab aapko layer per click karna hai media wale option per jakar aapko is post per background video ka link milega aapko background video ko load karke layer se add kar lena hai.
ab aapko right side mein jo blending wala option hai use per click karke aapko Lena Dodge wale option ko select kar dena hoga isase aapka Ren wala Jo video transparent ho jaega
abhi aapko Apne video ka ek duplicate banana hoga duplicate as layer ke option per click karke aap duplicate banaa lijiyega aur split screen ke option per click karke video ko ful screen Mein adjust kar lena hai ab aapko Apne video ko blending wale mod mein jakar aap vahan per soft light option ko select kar lijiyega finally aapka Jo video ready ho jaega ab aapko Apne video mein audio dalna hai jo background video calling aapko niche mil jaega.