Doston aaj main aapko Instagram reels 3 layer video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
HOW TO SHOOT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko 3 part main apna video ko shoot karna padega jaisa maine niche diya hai.
HOW TO EDIT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko vn video editor app ko open karna hai agar aapke phone mein vn app pehle se install Hai To bahut acchi baat hai Varna app ka link is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
abhi aapko vn app ke andar apne sare video clip ko select kar lena hai. Video select kar lene ke baad aapko filter wale option per click karna hai add filters ke option per click karke apko is post par CUBE file ka link milega aapko load kar lena hai.
abhi aapko cube file ko add kar lena aur filter ko select karke all par apply kar dena hai.
abhi aapko original wale option per click karke 9:16 aspect ratio ko select karna padega.
aur baki 2 video ko forward per click karke upar wale layer pe le jana hai finally aapka video ready ho jaega.