Doston aaj main aapko ajj jaan mein jaan tenu dena Sky change video edit karke dikhane wala hun Jaisa upar wale video mein hai.
- How to make ajj jaan ni main reels
- How to edit sky change video
- How to replace sky in your video
- Video ka aasman kaise badle
- Sky replacement video editing
- Instagram trending video editing
- Reels video editing
- Vita app
- Sky video effect editing
- Aasman main video kaise lagaye
- Ajj jaan ni main jaan tenu dena
HOW TO SHOT
Doston Aisa video banane ke liye aapko ek video ko shoot karna hoga maine niche Jaisa dikhaya hai jis prakar se aap ek video ko shoot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Video ko edit karne ke liye aapko video app ko open karna hoga agar aapke phone mein Vita app pahle se install Hai To acchi baat hai Varna aapko is post per link mil jaega aap load kar lijiyega.
Agar aap first time vita app ko open karoge To vita app ke andar watermark aaega watermark ko remove karne ke liye aapko Vita app ko open karke setting wala option mein jakar vita watermark ko aapko off kar dena hoga isase aapke video mein water mark nahin aaega.
Abhi aapko Vita app ke andar background video ko add karna hoga background video ka link aapko is post per mil jaega aap load kar lijiyega.
Background video ko add karne ke bad ab aapko apna video ko add karna hai uske liye aap PIP wale option per click kijiega aapka gallery open hokar a jaega aur aapko apna video ko select kar lena hoga sabse pehle aap apne video ko sky mein adjust kijiega adjust kar lene ke bad aapko mask wale option per click karna hoga liner per aap click kijiega Liner Ko aapko सीधा-सीधा karna hai uske bad aapko capacity ko badha dijiyega aapane video ke hisab se.
Agale step mein aapko effect wale option per jana hoga new ke andar aapko heart smoke effect ko aapko select karna hai ab video ko aap play kijiega play karke jahan se dusra banda antry leta hai use jagah per aakar aapko effect wale option mein jakar flash5 ko aap select kijiega agla jo effect hai aapko ending mein jis jagah per Banda gale lagata hai use jagah per Motion wale option mein jakar aap spin1 ko select kar lijiyega abhi aapke video mein effect Jo apply ho jaega aur aapka Jo video ready ho jaega to doston is tarah se aap bahut hi aasan se step ko follow karke aap is tarah ka video edit kar sakte ho.