Doston aaj main aapko double role with particle dispersion video edit karke dikhane wala hun jaisa upar wale video mein hai.
- How to make particle dispersion video
- Instagram reels video editing
- Double roll video editing
- How to make double role video
- Capcut style option not working
- Capcut particle dispersion video
- How to make train accident video
- How to make lighting effect video
- How to make big man concept video
- Capcut video editing
HOW TO SHOOT
Doston aisa video edit karne ke liye aapko apni phone ko tripod per mount karna hoga uske bad aap apni phone ke camere ko open karke camere ka exposure ko aapko lock karna hoga aur niche jaisa maine donon part ko dikhaya hai same 2 same aap is tarah se apna video ka shot kar lijiyega.
HOW TO EDIT
Doston Aisa video banane ke liye aapko capcut app Ka jarurat padega agar aapke phone mein capcut app pahle se install hai To acchi baat hai Vvarna aapka is post par link mil jaega aap load kar lijiyega.
Abhi aapko capcut app ke andar apne donon video ko select karna hoga sabse pahle aap step 2 wala video ko select kijiega uske bad aap step 1 wale video ko.
Ab aapko apni donon video ka volume ko aap zero kar dijiyega taki ine donon video mein bahar ka kuchh Bhi audio na rahe agale step mein aapko Apne second video per click karna hoga niche main aapko ek overlay ka option dikhega jis per click karke aap video ko niche wala layer pay aap le aaiyega laane ke bad ab aapko mask option per Jana hoga split wala option per aap click kijiega Jahan per aap baithe hue Ho usi paath ko aapko rakh ke adjust kar dena hai jaisa niche wale photo mein hai.
Ab aapko apna video ko play karna hoga video ko play karke aap Jahan per fuk maar rahe ho use jagah per jakar apne second video per click kijiega niche mein aapko freeze ka option dikhega aap freeze per click karke use jagah ka photo save kar lijiyega ab aapko jo photo aapane save kiya hai use per click karna hai niche aapko style ka option dikhega use per aapko click karna hoga ab aapka style ke andar partical dispersion effect dikhega jisko aapko select kar lena hoga ab agar apna video ko shuru se play karke dekhoge to aapka Jo video hai ready ho jaega.